Chorus:Yishu ke piche piche chala jar raha hu maiCrus apna mai uttaye chala jar aha hu maiUs ke hrudai ke anusar ab ban raha hu mai
Verse 1:Balidan mere Prabhu ka kitna adbuth hai
Pran dekar praman kiya wo mere lie hai
Yadh karthe mai ab usko chala jar aha hu mai
Verse 2:Sansar ki sunder ta jo muje ab na baha kae
Shaitan ki uktiya sab kuch kam ab na kare
Yishu ki vani sunkar chalaja raha hu mai
Verse 3:Tadna Prabhu ki adbuth jo mujh par hoti hai
Us se mujh ko sudhar ta yah prem us ka hai
Sudharkar mai ab age chala ja raha hu mai
Verse 4:Ankhe ab mere Masih par chahe andhi tuphan ae
Ab a mujhe na dubae bandargah jo dikta hai
Shighre hi pahunchne ke liye chala jar aha hu mai
Verse 5:Apni ichcha me rachkar prasanna Wah hona chah ta
Bhali bathon ko sikhakar sidh karta rah ta hai
Mahima Prabhu se pane chala jar aha hu mai